Chalee pee ke nagar ... more baanke balam kotvaal

चली पी के नगर ... मोरे बाँके बलम कोतवाल्
Year
Language

श: चली पी के नगर
अब काहे का डर
मोरे बाँके
हो मोरे बाँके बलम कोतवाल -2
को: चली पी के नगर अब काहे का डर
मोरे बाँके
हो मोरे बाँके बलम कोतवाल
श: हो मोरे बाँके बलम कोतवाल

श: अपने पिया की
को: अपने पिया की
श: मैं पटरानी
मारूँ नजरिया दिल होवे छलनी
को: मारूँ नजरिया दिल होवे छलनी
श: मेहंदी से हथेली है लाल
हो
को: मेहंदी से हथेली है लाल
मोरे
हो मोरे बाँके बलम कोतवाल
श: हो मोरे बाँके बलम कोतवाल

श: बन के दुल्हनिया मैं इतराऊँ
को: बन के दुल्हनिया मैं इतराऊँ
श: अब न किसी से आँख मिलाऊँ
को: अब न किसी से आँख मिलाऊँ
श: मोहे देखे ये किसकी मजाल
हो
को: मोहे देखे ये किसकी मजाल
मोरे
हो मोरे बाँके बलम कोतवाल
श: हो मोरे बाँके बलम कोतवाल

श: घर में बलम के
को: घर में बलम के
श: राज करूँगी
सास-ननद से मैं ना डरूँगी
को: सास-ननद से मैं ना डरूँगी
श: देवरा को में दूँदी निकाल
हो
को: देवरा को में दूँदी निकाल
मोरे
हो मोरे बाँके बलम कोतवाल
श: हो मोरे बाँके बलम कोतवाल

को: चली पी के नगर अब काहे का डर
मोरे बाँके
हो मोरे बाँके बलम कोतवाल
श: हो मोरे बाँके बलम कोतवाल्

śha: chalī pī ke nagar
ab kāhe kā ḍar
more bāṇke
ho more bāṇke balam kotvāl -2
ko: chalī pī ke nagar ab kāhe kā ḍar
more bāṇke
ho more bāṇke balam kotvāl
śha: ho more bāṇke balam kotvāl

śha: apne piyā kī
ko: apne piyā kī
śha: maiṅ paṭrānī
mārūṇ najriyā dil hove chhalnī
ko: mārūṇ najriyā dil hove chhalnī
śha: mehaṅdī se hathelī hai lāl
ho
ko: mehaṅdī se hathelī hai lāl
more
ho more bāṇke balam kotvāl
śha: ho more bāṇke balam kotvāl

śha: ban ke dulhniyā maiṅ itrāūṇ
ko: ban ke dulhniyā maiṅ itrāūṇ
śha: ab na kisī se āṇkh milāūṇ
ko: ab na kisī se āṇkh milāūṇ
śha: mohe dekhe ye kiskī majāl
ho
ko: mohe dekhe ye kiskī majāl
more
ho more bāṇke balam kotvāl
śha: ho more bāṇke balam kotvāl

śha: ghar meṅ balam ke
ko: ghar meṅ balam ke
śha: rāj karūṇgī
sās-nanad se maiṅ nā ḍarūṇgī
ko: sās-nanad se maiṅ nā ḍarūṇgī
śha: devrā ko meṅ dūṇdī nikāl
ho
ko: devrā ko meṅ dūṇdī nikāl
more
ho more bāṇke balam kotvāl
śha: ho more bāṇke balam kotvāl

ko: chalī pī ke nagar ab kāhe kā ḍar
more bāṇke
ho more bāṇke balam kotvāl
śha: ho more bāṇke balam kotvāl