चली कौनसे देश गुजरिया तू सज-धज के
त: चली कौनसे देश गुजरिया तू सज-धज के - 2
आ: जाऊँ पिया के देश ओ रसिया मैं सज-धज के - 2
त: चली कौनसे देश गुजरिया तू सज-धज के
त: छलकें मात-पिता की अँखियाँ
रोवे तेरे बचपन की सखियां
भैया करे पुकार हो
भैया करे पुकार ना जा घर-आंगन तज के
आ: जाऊँ पिया के देश ओ रसिया मैं सज-धज के
त: चली कौनसे देश गुजरिया तू सज-धज के
आ: दूर देश मेरे पी की नज़रिया
वो उनकी मैं उनकी संवरिया
बांधी लगन की डोर हो
बांधी लगन की डोर मैंने सब सोच-समझके
जाऊँ पिया के देश ओ रसिया मैं सज-धज के
त: चली कौनसे देश गुजरिया तू सज-धज के
त: दो दिन जग में धूम मचायें
जा के कोई वपस न आये
खोज खोज थक जायें हो
खोज खोज थक जायें दो नैना चाँद सुरज के
आ: जाऊँ पिया के देश ओ रसिया मैं सज-धज के
त: चली कौनसे देश गुजरिया तू सज-धज के
ta: chalī kaunse deśh gujriyā tū saj-dhaj ke - 2
ā: jāūṇ piyā ke deśh o rasiyā maiṅ saj-dhaj ke - 2
ta: chalī kaunse deśh gujriyā tū saj-dhaj ke
ta: chhalkeṅ māt-pitā kī aṇkhiyāṇ
rove tere bachapan kī sakhiyāṅ
bhaiyā kare pukār ho
bhaiyā kare pukār nā jā ghar-āṅgan taj ke
ā: jāūṇ piyā ke deśh o rasiyā maiṅ saj-dhaj ke
ta: chalī kaunse deśh gujriyā tū saj-dhaj ke
ā: dūr deśh mere pī kī nazriyā
vo unkī maiṅ unkī saṅvriyā
bāṅdhī lagan kī ḍor ho
bāṅdhī lagan kī ḍor maiṅne sab soch-samajhke
jāūṇ piyā ke deśh o rasiyā maiṅ saj-dhaj ke
ta: chalī kaunse deśh gujriyā tū saj-dhaj ke
ta: do din jag meṅ dhūm machāyeṅ
jā ke koī vapas na āye
khoj khoj thak jāyeṅ ho
khoj khoj thak jāyeṅ do nainā chāṇd suraj ke
ā: jāūṇ piyā ke deśh o rasiyā maiṅ saj-dhaj ke
ta: chalī kaunse deśh gujriyā tū saj-dhaj ke