Chalee jaa chalee jaa chalee jaa chhor ke duniyaa ghamon kee duniyaa

चली जा चली जा चली जा छोड़ के दुनिया ग़मों की दुनिया
Work
Year
Language

( चली जा चली जा चली जा
छोड़ के दुनिया
ग़मों की दुनिया
आहों की दुनिया ) -2
चली जा चली जा चली जा

( यहाँ कोई नहीं अपना
न घर अपना न दर अपना ) -2
दिलासा भी बहाना है
सताने का रुलाने का
चली जा चली जा चली जा
छोड़ के दुनिया
ग़मों की दुनिया
आहों की दुनिया
चली जा चली जा चली जा

( सितम झेले उठाये ग़म
रहें आँखें सदा पुरनम ) -2
गिला किससे कहें जा कर
मुक़द्दर का ज़माने का
चली जा चली जा चली जा
छोड़ के दुनिया
ग़मों की दुनिया
आहों की दुनिया
चली जा चली जा चली जा

( जियें तो घुट के मर जायें
मरें तो हम किधर जायें ) -2
मिला अच्छा सिला हमको
तेरी दुनिया में आने का
चली जा चली जा चली जा
छोड़ के दुनिया
ग़मों की दुनिया
आहों की दुनिया
चली जा चली जा चली जा

( chalī jā chalī jā chalī jā
chhoṛ ke duniyā
ġhamoṅ kī duniyā
āhoṅ kī duniyā ) -2
chalī jā chalī jā chalī jā

( yahāṇ koī nahīṅ apnā
na ghar apnā na dar apnā ) -2
dilāsā bhī bahānā hai
satāne kā rulāne kā
chalī jā chalī jā chalī jā
chhoṛ ke duniyā
ġhamoṅ kī duniyā
āhoṅ kī duniyā
chalī jā chalī jā chalī jā

( sitam jhele uṭhāye ġham
raheṅ āṇkheṅ sadā purnam ) -2
gilā kisse kaheṅ jā kar
muqaddar kā zamāne kā
chalī jā chalī jā chalī jā
chhoṛ ke duniyā
ġhamoṅ kī duniyā
āhoṅ kī duniyā
chalī jā chalī jā chalī jā

( jiyeṅ to ghuṭ ke mar jāyeṅ
mareṅ to ham kidhar jāyeṅ ) -2
milā achchhā silā hamko
terī duniyā meṅ āne kā
chalī jā chalī jā chalī jā
chhoṛ ke duniyā
ġhamoṅ kī duniyā
āhoṅ kī duniyā
chalī jā chalī jā chalī jā