चली गोरी पी से मिलन को चली
चली गोरी पी से मिलन को चली
नैना बाँवरिया, मन में साँवरिया
डार के कजरा, लट बिखरा के
ढलते दिन को रात बना के
कँगना खनकाती, बिंदिया चमकाती
छम-छम डोले सजना की गली
कोमल तन है, सौ बल खाया
हो गई बैरन अपनी ही काया
घूँघट खोले न, मुँह से बोले न
राह चलत सम्भली सम्भली
chalī gorī pī se milan ko chalī
nainā bāṇvriyā, man meṅ sāṇvriyā
ḍār ke kajrā, laṭ bikhrā ke
ḍhalte din ko rāt banā ke
kṇgnā khankātī, biṅdiyā chamkātī
chham-chham ḍole sajnā kī galī
komal tan hai, sau bal khāyā
ho gaī bairan apnī hī kāyā
ghūṇghaṭ khole na, muṇh se bole na
rāh chalat sambhlī sambhlī