Chalee chalee re patang meree chalee re

चली चली रे पतंग मेरी चली रे
Work
Year
Language

चली-चली रे पतंग मेरी चली रे -2
चली बादलों के पार हो के डोर पे सवार
सारी दुनिया ये देख-देख जली रे
चली-चली रे पतंग …

यूँ मस्त हवा में लहराए जैसे उड़न खटोला उड़ा जाए -2
ले के मन में लगन जैसे कोई दुल्हन -2
चली जाए साँवरिया की गली रे
चली-चली रे पतंग …

रंग मेरी पतंग का धानी है ये नील गगन की रानी -2
बाँकी बाँकी है उड़ान है उमर भी जवान
लागे पतली कमर बड़ी भली रे
चली-चली रे पतंग …

छूना मत देख अकेली है साथ में डोर सहेली -2
है ये बिजली की धार बड़ी तेज़ है कटार
देगी काट के रख दिलजली रे
चली-चली रे पतंग …

chalī-chalī re pataṅg merī chalī re -2
chalī bādloṅ ke pār ho ke ḍor pe savār
sārī duniyā ye dekh-dekh jalī re
chalī-chalī re pataṅg …

yūṇ mast havā meṅ lahrāe jaise uṛan khaṭolā uṛā jāe -2
le ke man meṅ lagan jaise koī dulhan -2
chalī jāe sāṇvriyā kī galī re
chalī-chalī re pataṅg …

raṅg merī pataṅg kā dhānī hai ye nīl gagan kī rānī -2
bāṇkī bāṇkī hai uṛān hai umar bhī javān
lāge patlī kamar baṛī bhalī re
chalī-chalī re pataṅg …

chhūnā mat dekh akelī hai sāth meṅ ḍor sahelī -2
hai ye bijlī kī dhār baṛī tez hai kaṭār
degī kāṭ ke rakh dilajlī re
chalī-chalī re pataṅg …