Chalee aaiyo raadhe raanee jamnaa ke teer

चली आइयो राधे रानी जमना के तीर्
Work
Year
Language

चली आइयो राधे रानी जमुना के तीर
लिखेंगे प्रेम कहानी जमुना के तीर
मैं तो बन गई मोहन तेरी तस्वीर
आऊंगी रे जमुना के तीर
चली आइयो राधे रानी …

ढूंढो मिला न मुझको मेरा दिल खो गया
हाल मुझे बिन बतलाए वो तो तेरा हो गया
देख लो जो चाहे मेरा कलेजा चीर
चली आइयो राधे रानी …

सखियों को अपने दिल की बात न बताइयो
जीवन भर प्रीत निभाइयो छोड़ के न जाइयो
तू ही तो राधे मेरी तकदीर
लिखेंगे प्रेम कहानी …

chalī āiyo rādhe rānī jamunā ke tīr
likheṅge prem kahānī jamunā ke tīr
maiṅ to ban gaī mohan terī tasvīr
āūṅgī re jamunā ke tīr
chalī āiyo rādhe rānī …

ḍhūṅḍho milā na mujhko merā dil kho gayā
hāl mujhe bin batlāe vo to terā ho gayā
dekh lo jo chāhe merā kalejā chīr
chalī āiyo rādhe rānī …

sakhiyoṅ ko apne dil kī bāt na batāiyo
jīvan bhar prīt nibhāiyo chhoṛ ke na jāiyo
tū hī to rādhe merī takdīr
likheṅge prem kahānī …