Chale the saath mil kar chalenge saath mil kar

चले थे साथ मिल कर चलेंगे साथ मिल कर्
Year
Language

चले थे साथ मिल कर चलेंगे साथ मिल कर -2
तुम्हें रुकना पड़ेगा मेरी आवाज़ सुन कर
चले थे साथ …

हमारी जान ले लेंगी तुम्हारी ये अदाएँ
हमें जीने न देंगी तुम्हारी ये निगाहें
समझ लो बात दिल की तुम्हें देंगे दुआएँ
चले थे साथ …

बड़ा प्यासा है ये दिल इसे मदहोश कर दो
भड़क उठे हैं शोले इन्हें ख़ामोश कर दो
हमारा होश ले लो हमें बेहोश कर दो
चले थे साथ …

chale the sāth mil kar chaleṅge sāth mil kar -2
tumheṅ ruknā paṛegā merī āvāz sun kar
chale the sāth …

hamārī jān le leṅgī tumhārī ye adāeṇ
hameṅ jīne na deṅgī tumhārī ye nigāheṅ
samajh lo bāt dil kī tumheṅ deṅge duāeṇ
chale the sāth …

baṛā pyāsā hai ye dil ise madhośh kar do
bhaṛak uṭhe haiṅ śhole inheṅ khāmośh kar do
hamārā hośh le lo hameṅ behośh kar do
chale the sāth …