Chale jaa rahe ho jo nazren churaaye

चले जा रहे हो जो नज़रें चुराये
Work
Year
Language

चले जा रहे हो जो नज़रें चुराये ( चले जा रहे हो जो नज़रें चुराये
हमें कुछ न कहना जो हम याद आयें ) -2
चले जा रहे हो

न दिन कट सकेंगे न गुज़रेंगी रातें -2
वहाँ किससे होंगी मोहब्बत की बातें -2
मोहब्बत का मारा अगर दिल सताये -2

हमें कुछ न कहना जो हम याद आयें
चले जा रहे हो

खड़ी हो के खिड़की में रातें बिताना -2
गगन के सितारों से जाँ-दिल लगाना -2
सुबोह का सितारा अगर टिमटिमाये -2
हमें कुछ न कहना जो हम याद आयें
चले जा रहे हो जो नज़रें चुराये -2
हमें कुछ न कहना जो हम याद आयें
चले जा रहे हो

chale jā rahe ho jo nazreṅ churāye ( chale jā rahe ho jo nazreṅ churāye
hameṅ kuchh na kahnā jo ham yād āyeṅ ) -2
chale jā rahe ho

na din kaṭ sakeṅge na guzreṅgī rāteṅ -2
vahāṇ kisse hoṅgī mohabbat kī bāteṅ -2
mohabbat kā mārā agar dil satāye -2

hameṅ kuchh na kahnā jo ham yād āyeṅ
chale jā rahe ho

khaṛī ho ke khiṛkī meṅ rāteṅ bitānā -2
gagan ke sitāroṅ se jāṇ-dil lagānā -2
suboh kā sitārā agar ṭimṭimāye -2
hameṅ kuchh na kahnā jo ham yād āyeṅ
chale jā rahe ho jo nazreṅ churāye -2
hameṅ kuchh na kahnā jo ham yād āyeṅ
chale jā rahe ho