Chale gaye chale gaye dil men aagh lagaane vaale

चले गये चले गये दिल में आग़ लगाने वाले
Work
Year
Language

चले गये चले गये
दिल में आग़ लगाने वाले
चले गये
हाय
चले गये चले गये
दिल में आग़ लगाने वाले
चले गये

( तुम संग नैन मिला के
हाय मैं हार गई
तोरी जुदाई सैंयाँ रे
हाय मुझे मार गई ) -2
( गरज-गरज बिरहन को डराते हैं
बादल काले-काले ) -2

चले गये
हाय
चले गये चले गये
दिल में आग़ लगाने वाले
चले गये

( मोरी क़सम तोहे
आ जा मोरे बालम
सह ना सकेंगे दुख
बिरहा के और हम ) -2
( सैंयाँ परूं मैं तोरे पैंयाँ बलैयाँ लूँ
अब आ जा तू जाने वाले ) -2

चले गये
( हाय
चले गये चले गये
दिल में आग़ लगाने वाले
चले गये ) -2

chale gaye chale gaye
dil meṅ āġh lagāne vāle
chale gaye
hāy
chale gaye chale gaye
dil meṅ āġh lagāne vāle
chale gaye

( tum saṅg nain milā ke
hāy maiṅ hār gaī
torī judāī saiṅyāṇ re
hāy mujhe mār gaī ) -2
( garaj-garaj birahan ko ḍarāte haiṅ
bādal kāle-kāle ) -2

chale gaye
hāy
chale gaye chale gaye
dil meṅ āġh lagāne vāle
chale gaye

( morī qasam tohe
ā jā more bālam
sah nā sakeṅge dukh
birhā ke aur ham ) -2
( saiṅyāṇ parūṅ maiṅ tore paiṅyāṇ balaiyāṇ lūṇ
ab ā jā tū jāne vāle ) -2

chale gaye
( hāy
chale gaye chale gaye
dil meṅ āġh lagāne vāle
chale gaye ) -2