Chal diyaa kaarvaan, lut gae ham yahaan, tum vahaan

चल दिया कारवां, लुट गए हम यहाँ, तुम वहाँ
Year
Language

चल दिया कारवां, लुट गए हम यहाँ, तुम वहाँ
गिर पड़ी बिजलियाँ, जल गया आशियां, उठ रहा है धुआँ
चल दिया कारवां …

ओ जाने वाले ठहर ज़रा, फ़रियाद हमारी सुनता जा
दामन पे लिखी है अश्कों ने, रूदाद हमारी सुनता जा
जी सकेंगे न हम, तुमसे होके जुदा
जा मेरी ज़िंदगी, तेरा हाफ़िज़ ख़ुदा
तेरा महमिल चला
आसरा-ए-दिल चला, रह ग{ई दासतां

चल दिया कारवां, लुट गए हम यहाँ, तुम वहाँ
चल दिया कारवां …

chal diyā kārvāṅ, luṭ gae ham yahāṇ, tum vahāṇ
gir paṛī bijliyāṇ, jal gayā āśhiyāṅ, uṭh rahā hai dhuāṇ
chal diyā kārvāṅ …

o jāne vāle ṭhahar zarā, fariyād hamārī suntā jā
dāman pe likhī hai aśhkoṅ ne, rūdād hamārī suntā jā
jī sakeṅge na ham, tumse hoke judā
jā merī ziṅdgī, terā hāfiz khudā
terā mahmil chalā
āsrā-e-dil chalā, rah ga{ī dāstāṅ

chal diyā kārvāṅ, luṭ gae ham yahāṇ, tum vahāṇ
chal diyā kārvāṅ …