चल दिया दिल मेरा तोड़ के
यूँ अकेला मुझे छोड़ के
याद रखना मगर बेवफ़ा
तुझको भूलेगा न दिल मेरा
सोचती है तमना मेरी
क्यों बसायी थी दुनियाँ मेरी
क्यों बनाया था वो आशियाँ
आज उठता है जिस से धुआँ
दिल न समझे ये तेरी अदा
याद रखना मगर बेवफ़ा
तुझको भूलेगा न दिल मेरा …
सोचता है ये दिल क्या हुआ
रात पर दिन का धोखा हुआ
फूल ले कर ये काँटे दिये
क्यों सितमगर सितम ये किये
चाहे मुझको तू जितना भुला
याद रखना मगर बेवफ़ा
तुझको भूलेगा न दिल मेरा …
chal diyā dil merā toṛ ke
yūṇ akelā mujhe chhoṛ ke
yād rakhnā magar bevafā
tujhko bhūlegā na dil merā
sochtī hai tamnā merī
kyoṅ basāyī thī duniyāṇ merī
kyoṅ banāyā thā vo āśhiyāṇ
āj uṭhtā hai jis se dhuāṇ
dil na samjhe ye terī adā
yād rakhnā magar bevafā
tujhko bhūlegā na dil merā …
sochtā hai ye dil kyā huā
rāt par din kā dhokhā huā
phūl le kar ye kāṇṭe diye
kyoṅ sitamgar sitam ye kiye
chāhe mujhko tū jitnā bhulā
yād rakhnā magar bevafā
tujhko bhūlegā na dil merā …