Chakoree kaa chandaa se pyaar

चकोरी का चंदा से प्यार्
Work
Year
Language

चकोरी का चंदा से प्यार
चकोरी का चंदा से प्यार
चकोरी का चंदा से प्यार
चकोरी का चंदा से प्यार

प्यारी प्यारी आँखों पे आँखेन निसार
आँखेन निसार, आँखेन निसार
चकोरी का चंदा से प्यार
चकोरी का चंदा से प्यार

होऽओऽओ
ये रातें सुहानी ये प्यारा समा
ये रातें सुहानी ये प्यारा समा, हाऽआँ
मुहब्बत दीवानी उमंगें जवाँ, आऽआऽआ
मुहब्बत दीवानी उमंगें जवाँ, आऽआऽआ
छीन लिया आँखों ने दिल का क़रार
दिल का क़रार, दिल का क़रार
चकोरी का चंदा से प्यार
चकोरी का चंदा से प्यार

लगन से तेरी होके मैं चूर चूर
आऽआऽआ, आऽआऽआ
जलूँ अपनी ही आग में दूर दूर
दूर दूर, होऽओऽओ
छोटे से मेरे दिल में अरमाँ हज़ार
अरमाँ हज़ार, अरमाँ हज़ार
चकोरी का चंदा से प्यार
चकोरी का चंदा से प्यार

होऽओऽओ
वफ़ा तुम करोगे न मानेंगे हम, होऽओ
हमारे हो तुम कहो खाके क़सम, आऽआऽऽआ
हसीनों के वादों का क्‌या ऐतबार
क्‌या ऐतबार, क्‌या ऐतबार
चकोरी का चंदा से प्यार
चकोरी का चंदा से प्यार

चकोरी का चंदा से प्यार
चकोरी का चंदा से प्यार्

chakorī kā chaṅdā se pyār
chakorī kā chaṅdā se pyār
chakorī kā chaṅdā se pyār
chakorī kā chaṅdā se pyār

pyārī pyārī āṇkhoṅ pe āṇkhen nisār
āṇkhen nisār, āṇkhen nisār
chakorī kā chaṅdā se pyār
chakorī kā chaṅdā se pyār

ho'o'o
ye rāteṅ suhānī ye pyārā samā
ye rāteṅ suhānī ye pyārā samā, hā'āṇ
muhabbat dīvānī umaṅgeṅ javāṇ, ā'ā'ā
muhabbat dīvānī umaṅgeṅ javāṇ, ā'ā'ā
chhīn liyā āṇkhoṅ ne dil kā qarār
dil kā qarār, dil kā qarār
chakorī kā chaṅdā se pyār
chakorī kā chaṅdā se pyār

lagan se terī hoke maiṅ chūr chūr
ā'ā'ā, ā'ā'ā
jalūṇ apnī hī āg meṅ dūr dūr
dūr dūr, ho'o'o
chhoṭe se mere dil meṅ armāṇ hazār
armāṇ hazār, armāṇ hazār
chakorī kā chaṅdā se pyār
chakorī kā chaṅdā se pyār

ho'o'o
vafā tum karoge na māneṅge ham, ho'o
hamāre ho tum kaho khāke qasam, ā'ā''ā
hasīnoṅ ke vādoṅ kā k‌yā aitbār
k‌yā aitbār, k‌yā aitbār
chakorī kā chaṅdā se pyār
chakorī kā chaṅdā se pyār

chakorī kā chaṅdā se pyār
chakorī kā chaṅdā se pyār