Chaandnee raaten, sab jag soye, ham jaage

चाँदनी रातें, सब जग सोये, हम जागे
Work
Year
Language

एक दीप जिगर में बुझती है
इक दर्द सा दिल में होता है
हम रातों को उठकर रोते हैं
जब सार आलम सोता है

चाँदनी रातें, ओ, चाँदनी रातें
सब जग सोये, हम जागे,
तारों से करें बातें
चाँदनी रातें, ओ, चाँदनी रातें

थकती थकती छुटी जाये,
आज पिया न आये रे, थकती थकती
शाम सवेरे दर्द अनोखे
उठें जिया घबराये रे, शाम सवेरे
रातों ने मेरी नींद लूट ली -2
दिल की छैन चुराये
दुखिया आँखें ढूँढ रही हैं
वोही प्यार की बातें
चाँदनी रातें, ओ, चाँदनी रातें

पिछली रात में ग़म को टूटकर
चुपके चुपके रोये रे, पिछली रात में
चुपके नींद में मीत हमारे
देश पराये सोये रे, चुपके नींद में
दिल की धड़कनें तुझे पुकारें -2
आजा बालम आई बहारें
बैठ के तनहाई में कर ले
सुख-दुख की दो बातें
चाँदनी रातें, ओ, चाँदनी रातें

सब जग सोये, हम जागे,
तारों से करे बातें
चाँदनी रातें, ओ, चाँदनी रातें

ek dīp jigar meṅ bujhtī hai
ik dard sā dil meṅ hotā hai
ham rātoṅ ko uṭhkar rote haiṅ
jab sār ālam sotā hai

chāṇdnī rāteṅ, o, chāṇdnī rāteṅ
sab jag soye, ham jāge,
tāroṅ se kareṅ bāteṅ
chāṇdnī rāteṅ, o, chāṇdnī rāteṅ

thaktī thaktī chhuṭī jāye,
āj piyā na āye re, thaktī thaktī
śhām savere dard anokhe
uṭheṅ jiyā ghabrāye re, śhām savere
rātoṅ ne merī nīṅd lūṭ lī -2
dil kī chhain churāye
dukhiyā āṇkheṅ ḍhūṇḍh rahī haiṅ
vohī pyār kī bāteṅ
chāṇdnī rāteṅ, o, chāṇdnī rāteṅ

pichhlī rāt meṅ ġham ko ṭūṭkar
chupke chupke roye re, pichhlī rāt meṅ
chupke nīṅd meṅ mīt hamāre
deśh parāye soye re, chupke nīṅd meṅ
dil kī dhaṛakneṅ tujhe pukāreṅ -2
ājā bālam āī bahāreṅ
baiṭh ke tanhāī meṅ kar le
sukh-dukh kī do bāteṅ
chāṇdnī rāteṅ, o, chāṇdnī rāteṅ

sab jag soye, ham jāge,
tāroṅ se kare bāteṅ
chāṇdnī rāteṅ, o, chāṇdnī rāteṅ