चाँद सितारें, फूल और खुशबू, ये तो सारे पूराने हैं
चाँद सितारें, फूल और खुशबू, ये तो सारे पुराने हैं
ताज़ा ताज़ा कली खिली है, हम उस के दीवाने हैं
काली घटायें, बरखा सावन, ये तो सब अफ़साने हैं
ताज़ा ताज़ा कली खिली है, हम उस के दीवाने हैं
अंदाज हैं उसके नये नये, है नया नया दीवानापन
पहना के ताज जवानी का, हस के लौट गया बचपन
गीत ग़ज़ल सब कल की बातें, उस के नये तराने हैं
ताज़ा ताज़ा कली खिली है, हम उस के दीवाने हैं
है रूप में इतना सादापन तो कितना सुंदर होगा मन
बिन गहने और सिंगार बिना वो तो लगती है दुल्हन
काजल बिंदीयां, कंगन झुमके, ये तो गुज़रे जमाने हैं
ताज़ा ताज़ा कली खिली है हम उस के दीवाने हैं
chāṇd sitāreṅ, phūl aur khuśhbū, ye to sāre purāne haiṅ
tāzā tāzā kalī khilī hai, ham us ke dīvāne haiṅ
kālī ghaṭāyeṅ, barkhā sāvan, ye to sab afsāne haiṅ
tāzā tāzā kalī khilī hai, ham us ke dīvāne haiṅ
aṅdāj haiṅ uske naye naye, hai nayā nayā dīvānāpan
pahnā ke tāj javānī kā, has ke lauṭ gayā bachapan
gīt ġhazal sab kal kī bāteṅ, us ke naye tarāne haiṅ
tāzā tāzā kalī khilī hai, ham us ke dīvāne haiṅ
hai rūp meṅ itnā sādāpan to kitnā suṅdar hogā man
bin gahne aur siṅgār binā vo to lagtī hai dulhan
kājal biṅdīyāṅ, kaṅgan jhumke, ye to guzre jamāne haiṅ
tāzā tāzā kalī khilī hai ham us ke dīvāne haiṅ