नटखट तारों हमें ना निहारो, हमरी ये प्रीत नयी
चाँद सा मुखड़ा क्यों शरमाया
आँख मिली और दिल घबराया
झुक गये चंचल नैना एक झलकी दिखलाके
बोलो गोरी क्या रखा है पलको में छुपाके
तुझको रे साँवरिया तुझसे ही चुराके
नैनो में सजाया मैंने कजरा बनके
नींद चुराई तू ने दिल भी चुराया
ये भीगे नज़ारे, करते हैं इशारे
मिलने की ये रुत है गोरी दिन हैं हमारे
सुन लो पिया प्यारे, क्या कहते हैं तारे
हमने तो बिछड़ते देखे कितनो के प्यारे
कभी ना अलग हुई काया से छाया
चाँद सा मुखड़ा क्यों शरमाया
Work
Year
Language
naṭkhaṭ tāroṅ hameṅ nā nihāro, hamrī ye prīt nayī
chāṇd sā mukhaṛā kyoṅ śharmāyā
āṇkh milī aur dil ghabrāyā
jhuk gaye chaṅchal nainā ek jhalkī dikhlāke
bolo gorī kyā rakhā hai palko meṅ chhupāke
tujhko re sāṇvriyā tujhse hī churāke
naino meṅ sajāyā maiṅne kajrā banke
nīṅd churāī tū ne dil bhī churāyā
ye bhīge nazāre, karte haiṅ iśhāre
milne kī ye rut hai gorī din haiṅ hamāre
sun lo piyā pyāre, kyā kahte haiṅ tāre
hamne to bichhaड़te dekhe kitno ke pyāre
kabhī nā alag huī kāyā se chhāyā