चाँद रात तुम हो साथ क्या करें
कि: चाँद रात तुम हो साथ क्या करें अजी अब तो दिल मचल-मचल गया
ल: दिल का ऐतबार क्या क्या करोगे जी पल जो ये बदल गया
कि: ज़ुल्मी नज़र कैसी निडर दिल चुरा लिया
जाने किस अजब देश में बुला लिया
ल: ये भी कोई दिल है क्या
जहाँ मौक़ा मिला फिसल-फिसल गया
कि: चाँद रात तुम हो …
ल: सुनिए ज़रा मैने कहा मत सताइए
अपने आप अपनी राह लौट जाइए
कि: ये वो राहें नहीं जिसपे चल के कोई संभल गया
चाँद रात तुम हो …
बहके-बहके अब तो सनम बाँह थाम लो
ल: अपनी नज़र अपनी निग़ाहों से काम लो -2
कि: आप का क्या गया
फूल सा दिल मेरा कुचल-कुचल गया
कि: चाँद रात तुम हो …
ki: chāṇd rāt tum ho sāth kyā kareṅ ajī ab to dil machal-machal gayā
la: dil kā aitbār kyā kyā karoge jī pal jo ye badal gayā
ki: zulmī nazar kaisī niḍar dil churā liyā
jāne kis ajab deśh meṅ bulā liyā
la: ye bhī koī dil hai kyā
jahāṇ mauqā milā phisal-phisal gayā
ki: chāṇd rāt tum ho …
la: sunie zarā maine kahā mat satāie
apne āp apnī rāh lauṭ jāie
ki: ye vo rāheṅ nahīṅ jispe chal ke koī saṅbhal gayā
chāṇd rāt tum ho …
bahke-bahke ab to sanam bāṇh thām lo
la: apnī nazar apnī niġhāhoṅ se kām lo -2
ki: āp kā kyā gayā
phūl sā dil merā kuchal-kuchal gayā
ki: chāṇd rāt tum ho …