चाँद फिर निकला, मगर तुम ना आए
चाँद फिर निकला मगर तुम ना आये
जला फिर मेरा दिल, करूँ क्या मैं हाय
ये रात कहती है वो दिन गये तेरे
ये जानता है दिल के तुम नहीं मेरे
खड़ी हूँ मैं फिर भी निगाहें बिछाये
मैं क्या करूँ हाय की तुम याद आये
सुलगते सीने से धुआँसा उठता है
लो अब चले आओ के दम घुटता है
जला गये तन को बहारों के साये
मैं क्या करूँ हाय की तुम याद आये
chāṇd phir niklā magar tum nā āye
jalā phir merā dil, karūṇ kyā maiṅ hāy
ye rāt kahtī hai vo din gaye tere
ye jāntā hai dil ke tum nahīṅ mere
khaṛī hūṇ maiṅ phir bhī nigāheṅ bichhāye
maiṅ kyā karūṇ hāy kī tum yād āye
sulagte sīne se dhuāṇsā uṭhtā hai
lo ab chale āo ke dam ghuṭtā hai
jalā gaye tan ko bahāroṅ ke sāye
maiṅ kyā karūṇ hāy kī tum yād āye