Chaand phir niklaa, magar tum na aaye

चाँद फिर निकला, मगर तुम न आये
Year
Language

चांद फिर निकला, मगर तुम न आये
जला फिर मेरा दिल, करुँ क्‌या मैं हाय
चांद फिर निकला …

(ये रात कहती है वो दिन गये तेरे
ये जानता है दिल के तुम नहीं मेरे ) - 2
खड़ी मैं हूँ फिर भी निगाहें बिछाये
मैं क्‌या करूँ हाय के तुम याद आये
चांद फिर निकला …

(सुलगते सीने से धुंआ सा उठता है
लो अब चले आओ के दम घुटता हैं ) - 2
जला गये तन को बहारों के साये
मैं क्‌या करुँ हाय के तुम याद आये
चांद फिर निकला …

chāṅd phir niklā, magar tum na āye
jalā phir merā dil, karuṇ k‌yā maiṅ hāy
chāṅd phir niklā …

(ye rāt kahtī hai vo din gaye tere
ye jāntā hai dil ke tum nahīṅ mere ) - 2
khaṛī maiṅ hūṇ phir bhī nigāheṅ bichhāye
maiṅ k‌yā karūṇ hāy ke tum yād āye
chāṅd phir niklā …

(sulagte sīne se dhuṅā sā uṭhtā hai
lo ab chale āo ke dam ghuṭtā haiṅ ) - 2
jalā gaye tan ko bahāroṅ ke sāye
maiṅ k‌yā karuṇ hāy ke tum yād āye
chāṅd phir niklā …