चाँद निकलेगा जिधर हम न उधर देखेंगे
चाँद निकलेगा जिधर हम न उधर देखेंगे
जागते सोते तेरी राह-ए-गुज़र देखेंगे
इश्क़ तो होँठों पे फ़रियाद न लायेगा कभी
देखने वाले मुहब्बत का जिगर देखेंगे
ज़िंदगी अपनी गुज़र जायेगी शाम-ए-ग़म में
वो कोई और ही होंगे जो सहर देखेंगे
फूल महकेंगे, चमन झूम के लहरायेगा
वो बहारों का समा हम न मगर देखेंगे
chāṇd niklegā jidhar ham na udhar dekheṅge
jāgte sote terī rāh-e-guzar dekheṅge
iśhq to hoṇṭhoṅ pe fariyād na lāyegā kabhī
dekhne vāle muhabbat kā jigar dekheṅge
ziṅdgī apnī guzar jāyegī śhām-e-ġham meṅ
vo koī aur hī hoṅge jo sahar dekheṅge
phūl mahkeṅge, chaman jhūm ke lahrāyegā
vo bahāroṅ kā samā ham na magar dekheṅge