Chaand jaane kahaan kho gayaa

चांद जाने कहाँ खो गया
Year
Language

चांद जाने कहाँ खो गया
तुमको चेहरे से परदा हटाना न था
चांदनी को ये क्या हो गया
तुमको भी इस तरह मुस्कुराना न था

प्यार कितना जवां, रात कितनी हसीं
आज चलते हुए थम गई है ज़मीन
आँख तारें झपकने लगे
ऐसी उल्फ़त का जादू जगाना न था

प्यार में बेख़बर, हम कहाँ आ गये
मेरी आँखों में सपने से क्यों छा गये
दो दिलों की है मंज़िल यहाँ
तुम न आते तो हमको भी आना न था

chāṅd jāne kahāṇ kho gayā
tumko chehre se pardā haṭānā na thā
chāṅdnī ko ye kyā ho gayā
tumko bhī is tarah muskurānā na thā

pyār kitnā javāṅ, rāt kitnī hasīṅ
āj chalte hue tham gaī hai zamīn
āṇkh tāreṅ jhapakne lage
aisī ulfat kā jādū jagānā na thā

pyār meṅ bekhbar, ham kahāṇ ā gaye
merī āṇkhoṅ meṅ sapne se kyoṅ chhā gaye
do diloṅ kī hai maṅzil yahāṇ
tum na āte to hamko bhī ānā na thā