चाहे तू मिटा दे ... ग़रीबों की दुनिया है तेरे हवाले
को: ( चाहे तू मिटा दे
चाहे तू बचा ले ) -2
( ग़रीबों की दुनिया
है तेरे हवाले ) -2
अरे हाँ कभी बहती थीं यहाँ
दूध की नहरें
हर दिल में उठा -2
करती थीं आनन्द की लहरें
अब दुख के समन्दर में हैं
हम डूबने वाले
है तेरे हवाले -2
ग़रीबों की दुनिया
है तेरे हवाले
सै: ग़रीबों की क़िसमत -2
कुछ ऐसी है सोई -2
जहाँ में नहीं
उनका हमदर्द कोईइ
सु: ( सब उनके लहू को
समझते हैं पानी ) -2
अब इन के लिये -2
मौत है ज़िन्दगानी
सै: ना खाने को रोटी
हाँ
ना खाने को रोटी
ना तन पे है कपड़ा -2
मुसीबत है
और सहने को झगड़ा -2
दो: ( पड़े हैं ये ज़ालिम
ज़माने के पाले ) -2
को: ग़रीबों की दुनिया
है तेरे हवाले
सु: ( जहाँ को बनायें
जहाँ में रहें ना ) -2
( मुसीबत सहें और
मुँह से कहें ना ) -2
सै: बेसब्र लाशें हज़ारों पड़ी हैं -2
बता ऐसी हालत में आँसू बहें ना
बता ऐसी हालत में आँसू बहें
दो: यूँ बहते हैं फूटे हुये दिल के छाले -2
को: ( ग़रीबों की दुनिया
है तेरे हवाले ) -2
चाहे तू मिटा दे
चाहे तू बचा ले
ग़रीबों की दुनिया
है तेरे हवाले
ko: ( chāhe tū miṭā de
chāhe tū bachā le ) -2
( ġharīboṅ kī duniyā
hai tere havāle ) -2
are hāṇ kabhī bahtī thīṅ yahāṇ
dūdh kī nahreṅ
har dil meṅ uṭhā -2
kartī thīṅ ānand kī lahreṅ
ab dukh ke samandar meṅ haiṅ
ham ḍūbne vāle
hai tere havāle -2
ġharīboṅ kī duniyā
hai tere havāle
sai: ġharīboṅ kī qismat -2
kuchh aisī hai soī -2
jahāṇ meṅ nahīṅ
unkā hamdard koīi
su: ( sab unke lahū ko
samajhte haiṅ pānī ) -2
ab in ke liye -2
maut hai zindgānī
sai: nā khāne ko roṭī
hāṇ
nā khāne ko roṭī
nā tan pe hai kapaṛā -2
musībat hai
aur sahne ko jhagaṛā -2
do: ( paṛe haiṅ ye zālim
zamāne ke pāle ) -2
ko: ġharīboṅ kī duniyā
hai tere havāle
su: ( jahāṇ ko banāyeṅ
jahāṇ meṅ raheṅ nā ) -2
( musībat saheṅ aur
muṇh se kaheṅ nā ) -2
sai: besabr lāśheṅ hazāroṅ paṛī haiṅ -2
batā aisī hālat meṅ āṇsū baheṅ nā
batā aisī hālat meṅ āṇsū baheṅ
do: yūṇ bahte haiṅ phūṭe huye dil ke chhāle -2
ko: ( ġharīboṅ kī duniyā
hai tere havāle ) -2
chāhe tū miṭā de
chāhe tū bachā le
ġharīboṅ kī duniyā
hai tere havāle