(चाहे पास हो, चाहे दूर हो
मेरे, सपनों की तुम तस्वीर हो ) - 2
चाहे पास हो …
ओ परदेसी भूल न जाना
हमने किया तुझे दिल नज़राना
दिल ये हमारा तूने ने जाना
सीखा है हमने भी, (वादा निभाना - 2)
चाहे पास हो …
जब तक चमके चाँद सितारे
हम हैं तुम्हारे, तुम हो हमारे
सागर की ये लहर पुकारे
मिल के रहेंगे, (होनो किनारे - 2)
चाहे पास हो …
(chāhe pās ho, chāhe dūr ho
mere, sapnoṅ kī tum tasvīr ho ) - 2
chāhe pās ho …
o pardesī bhūl na jānā
hamne kiyā tujhe dil nazrānā
dil ye hamārā tūne ne jānā
sīkhā hai hamne bhī, (vādā nibhānā - 2)
chāhe pās ho …
jab tak chamke chāṇd sitāre
ham haiṅ tumhāre, tum ho hamāre
sāgar kī ye lahar pukāre
mil ke raheṅge, (hono kināre - 2)
chāhe pās ho …