चाहे कोई खुश हो चाहे गालियाँ हज़ार दे
चाहे कोई खुश हो चाहे गालियाँ हज़ार दे
मस्त राम बन के ज़िंदगी के दिन गुज़ार दे
पी के धाँधली करे तो मुझको जेल भेज दो
सूँघने में क्या है ये जवाब थानेदार दे
भाव अगर बढ़ा भी डाले सेठ यार ग़म न कर
खाये जा मजे के साथ जब तलक़ उधार दे
धत्् तेरे की!
हवा निकल गया
जैक् लगाओ
चक्का, पहिया, पम्पिंग््
बाँट कर जो खाये उसपे अपनी जान ओ दिल लुटा
अरे जो बचाये माल उसको जूतियों का हार दे
chāhe koī khuśh ho chāhe gāliyāṇ hazār de
mast rām ban ke ziṅdgī ke din guzār de
pī ke dhāṇdhlī kare to mujhko jel bhej do
sūṇghne meṅ kyā hai ye javāb thānedār de
bhāv agar baṛhā bhī ḍāle seṭh yār ġham na kar
khāye jā maje ke sāth jab talaq udhār de
dhat tere kī!
havā nikal gayā
jaik lagāo
chakkā, pahiyā, pampiṅg
bāṇṭ kar jo khāye uspe apnī jān o dil luṭā
are jo bachāye māl usko jūtiyoṅ kā hār de