चाहा है तुझे चाहेंगे साँसों में बस जाएंगे
चाहा है तुझे चाहेंगे
साँसों में बस जाएंगे
तुझे अपना ख़ुदा बनाएंगे
अब दिलबर यार तुझसे होके जुदा
इक पल भी न हम जी पाएंगे
चाहा है तुझे …
बदलेंगे लोग रुत बदलेगी बदलेगा ये ज़माना
दुनिया न भूल पाएगी तेरा मेरा फ़साना
हो नज़रों के सामने रहना कभी मुझसे ना दूर जाना
रब को भुलाना आसां है मुश्किल है तुम्हें भुलाना
तेरे लिए ओ मेरे सनम हम लेंगे सौ सौ जनम
सदियों तलक़ हवाओं में गूंजेगा ये तराना
अब दिलबर यार तुझसे …
ख़ुशियां सभी ज़माने की मैं तुझ पे सनम लुटा दूँ
तेरे लिए ऐ जान-ए-वफ़ा मैं दोनों जहाँ भुला दूँ
महकी हुई बहारों को ज़ुल्फ़ों से मैं तेरी सजा दूँ
काँटे चुभें ना पांवों में राहों में फूल बिछा दूँ
आयेगा कोई भी ग़म तोड़ेंगे ना ये कसम
आ दिल के आईने में तुझे तेरी तस्वीर दिखा दूँ
चाहा है तुझे …
chāhā hai tujhe chāheṅge
sāṇsoṅ meṅ bas jāeṅge
tujhe apnā khudā banāeṅge
ab dilbar yār tujhse hoke judā
ik pal bhī na ham jī pāeṅge
chāhā hai tujhe …
badleṅge log rut badlegī badlegā ye zamānā
duniyā na bhūl pāegī terā merā fasānā
ho nazroṅ ke sāmne rahnā kabhī mujhse nā dūr jānā
rab ko bhulānā āsāṅ hai muśhkil hai tumheṅ bhulānā
tere lie o mere sanam ham leṅge sau sau janam
sadiyoṅ talaq havāoṅ meṅ gūṅjegā ye tarānā
ab dilbar yār tujhse …
khuśhiyāṅ sabhī zamāne kī maiṅ tujh pe sanam luṭā dūṇ
tere lie ai jān-e-vafā maiṅ donoṅ jahāṇ bhulā dūṇ
mahkī huī bahāroṅ ko zulfoṅ se maiṅ terī sajā dūṇ
kāṇṭe chubheṅ nā pāṅvoṅ meṅ rāhoṅ meṅ phūl bichhā dūṇ
āyegā koī bhī ġham toṛeṅge nā ye kasam
ā dil ke āīne meṅ tujhe terī tasvīr dikhā dūṇ
chāhā hai tujhe …