Chaa chaa ... udhar vo chaal chalte hain

चा चा ... उधर वो चाल चलते हैं
Year
Language

चा चा चा
उधर वो चाल चलते हैं इधर हम जान लेते हैं
नज़र पहचानने वाले नज़र पहचान लेते हैं -2
उधर वो चाल …

अगर तुम हँस के देखोगे तो हम फिर मुस्करा लेंगे
बचाकर आँख निकलोगे नज़र हम भी फिरा लेंगे
तुम अपना रास्ता लोगे हम अपना रास्ता लेंगे
न हम एहसान करते हैं न हम एहसान लेते हैं
नज़र पहचानने …

तुम्हें हमसे मोहब्बत है ज़रूरत क्‌या जताने की
इन्हें परदे में रहने दो ये बात है छुपाने की
हमें आदत नहीं झूठी क़सम खाने-खिलाने की
न हम ईमान देते हैं न हम ईमान लेते हैं
नज़र पहचानने …

chā chā chā
udhar vo chāl chalte haiṅ idhar ham jān lete haiṅ
nazar pahchānne vāle nazar pahchān lete haiṅ -2
udhar vo chāl …

agar tum hṇs ke dekhoge to ham phir muskrā leṅge
bachākar āṇkh nikloge nazar ham bhī phirā leṅge
tum apnā rāstā loge ham apnā rāstā leṅge
na ham ehsān karte haiṅ na ham ehsān lete haiṅ
nazar pahchānne …

tumheṅ hamse mohabbat hai zarūrat k‌yā jatāne kī
inheṅ parde meṅ rahne do ye bāt hai chhupāne kī
hameṅ ādat nahīṅ jhūṭhī qasam khāne-khilāne kī
na ham īmān dete haiṅ na ham īmān lete haiṅ
nazar pahchānne …