c आ ट चाट चाट माने बिल्ली
C A T cat, cat माने बिल्ली
R A T rat, rat माने चूहा
अरे दिल है तेरे पंजे में तो क्या हुआ
C A T cat, …
M A D mad, mad माने पागल
B O Y boy, boy माने लड़का
अरे मतलब इसका तुम कहो तो क्या हुआ
C A T cat, …
अरी बावरी तू बन जा मेरी ज़रा सुन मैं क्या कहता हूँ
तुझे है ख़बर ओ जान-ए-जिगर तू है कौन और मैं क्या हूँ
G O A T goat, goat माने बकरी
L I O N lion, lion माने शेर
अरे दिल है तेरे पंजे में तो क्या करूँ
C A T cat, …
लगे ताकने कभी आपने शीशा ले के मुँह देखा भी
तुम ही इक नहीं जहाँ में हसीन होगा कोई हम सा भी
N O S E nose, nose माने नाक
C R O W crow, crow माने कौवा
अरे मतलब इसका तुम कहो तो क्या हुआ
C A T cat, …
मिला ले नज़र ओ जान-ए-जिगर तेरा क्या करेगी दुनिया
जहाँ से डरो ये सोचा करो हमें क्या कहेगी दुनिया
B A D bad, bad माने बुरा
B U T but, but माने लेकिन
अरे दिल है तेरे पंजे में तो क्या हुआ
C A T cat, …
C A T cat, cat māne billī
R A T rat, rat māne chūhā
are dil hai tere paṅje meṅ to kyā huā
C A T cat, …
M A D mad, mad māne pāgal
B O Y boy, boy māne laṛkā
are matalab iskā tum kaho to kyā huā
C A T cat, …
arī bāvrī tū ban jā merī zarā sun maiṅ kyā kahtā hūṇ
tujhe hai khabar o jān-e-jigar tū hai kaun aur maiṅ kyā hūṇ
G O A T goat, goat māne bakrī
L I O N lion, lion māne śher
are dil hai tere paṅje meṅ to kyā karūṇ
C A T cat, …
lage tākne kabhī āpne śhīśhā le ke muṇh dekhā bhī
tum hī ik nahīṅ jahāṇ meṅ hasīn hogā koī ham sā bhī
N O S E nose, nose māne nāk
C R O W crow, crow māne kauvā
are matalab iskā tum kaho to kyā huā
C A T cat, …
milā le nazar o jān-e-jigar terā kyā karegī duniyā
jahāṇ se ḍaro ye sochā karo hameṅ kyā kahegī duniyā
B A D bad, bad māne burā
B U T but, but māne lekin
are dil hai tere paṅje meṅ to kyā huā
C A T cat, …