Buron kee jeet duniyaa men ... bhagvaan tujhe main khat likhtaa

बुरों की जीत दुनिया में ... भगवान तुझे मैं ख़त लिखता
Work
Year
Language

बुरों की जीत दुनिया में भलाई ठोकरें खाये
यहाँ क्‌या हो रहा मालिक ये कोई कैसे बतलाये

( भगवान तुझे मैं ख़त लिखता
पर तेरा पता मालूम नहीं ) -2
रो-रो लिखता जग की बिपदा -2
पर तेरा पता मालूम नहीं
भगवान तुझे मैं ख़त लिखता

( तुझे बुरा लगे या भला लगे
तेरी दुनिया अपने को जमी नहीं ) -2
कुछ कहते हुये डर लगता है
यहाँ दुष्टों की कुछ कमी नहीं
मालिक
मालिक तुझे सब कुछ समझाता
पर तेरा पता
तेरा पता मालूम नहीं
भगवान तुझे मैं ख़त लिखता
पर तेरा पता मालूम नहीं

मेरे सर पे दुखों की गठरी है -2
रातों को नहीं मैं सोता हूँ
कहीं जाग उठें न पड़ोसी इसलिये
ज़ोर से नहीं मैं रोता हूँ
तेरे सामने बैठ के मैं रोता
पर तेरा पता
तेरा पता मालूम नहीं
भगवान तुझे मैं ख़त लिखता
पर तेरा पता मालूम नहीं

कुछ कहूँ तो दुनिया कहती है
आँसू न बहा बकवास न कर
बकवास न कर बकवास न कर
ऐसी दुनिया में मुझे रख के
मालिक मेरा सत्यानास न कर -2
तेरे पास मैं ख़ुद ही आ जाता
पर तेरा पता
तेरा पता मालूम नहीं
भगवान तुझे मैं ख़त लिखता
पर तेरा पता मालूम नहीं

buroṅ kī jīt duniyā meṅ bhalāī ṭhokreṅ khāye
yahāṇ k‌yā ho rahā mālik ye koī kaise batlāye

( bhagvān tujhe maiṅ khat likhtā
par terā patā mālūm nahīṅ ) -2
ro-ro likhtā jag kī bipdā -2
par terā patā mālūm nahīṅ
bhagvān tujhe maiṅ khat likhtā

( tujhe burā lage yā bhalā lage
terī duniyā apne ko jamī nahīṅ ) -2
kuchh kahte huye ḍar lagtā hai
yahāṇ duṣhṭoṅ kī kuchh kamī nahīṅ
mālik
mālik tujhe sab kuchh samjhātā
par terā patā
terā patā mālūm nahīṅ
bhagvān tujhe maiṅ khat likhtā
par terā patā mālūm nahīṅ

mere sar pe dukhoṅ kī gaṭhrī hai -2
rātoṅ ko nahīṅ maiṅ sotā hūṇ
kahīṅ jāg uṭheṅ na paṛosī isliye
zor se nahīṅ maiṅ rotā hūṇ
tere sāmne baiṭh ke maiṅ rotā
par terā patā
terā patā mālūm nahīṅ
bhagvān tujhe maiṅ khat likhtā
par terā patā mālūm nahīṅ

kuchh kahūṇ to duniyā kahtī hai
āṇsū na bahā bakvās na kar
bakvās na kar bakvās na kar
aisī duniyā meṅ mujhe rakh ke
mālik merā satyānās na kar -2
tere pās maiṅ khud hī ā jātā
par terā patā
terā patā mālūm nahīṅ
bhagvān tujhe maiṅ khat likhtā
par terā patā mālūm nahīṅ