Bulbul ko milaa phool to nadee ko kinaaraa

बुलबुल को मिला फूल तो नदी को किनारा
Year
Language

सु: बुलबुल को मिला फूल
बुलबुल को मिला फूल तो नदी को किनारा
हर दिल को है दुनिया में
हर दिल को है दुनिया में किसी दिल का सहारा
बुलबुल को मिला फूल तो नदी को किनारा
हर दिल को है दुनिया में किसी दिल का सहारा

गी: इठलाये हुये कोई चला आता है मन में -2
करता है कोई चाँद की खिड़की से इशारा -2
हर दिल को है दुनिया में
हर दिल को है दुनिया में किसी दिल का सहारा

दो: ( बुलबुल को मिला फूल तो नदी को किनारा
हर दिल को है दुनिया में किसी दिल का सहारा ) -2

सु: मचला हुआ दिल अपना ये अरमानों भरा दिल
कहने को हमारा है मगर है ये तुम्हारा -2
हर दिल को है दुनिया में किसी दिल का सहारा

गी: बैठे हुये हम गाते रहें प्यार भरा गीत
छा जाये ज़माने पे यही गीत हमारा -2
हर दिल को है दुनिया में किसी दिल का सहारा

इक टूटी हुई नाव है इन्सान का जीवन
सु: अरमान नदी और मुहब्बत है किनारा -2
हर दिल को है दुनिया में किसी दिल का सहारा
दो: बुलबुल को मिला फूल तो नदी को किनारा
हर दिल को है दुनिया में
हर दिल को है दुनिया में किसी दिल का सहारा

su: bulbul ko milā phūl
bulbul ko milā phūl to nadī ko kinārā
har dil ko hai duniyā meṅ
har dil ko hai duniyā meṅ kisī dil kā sahārā
bulbul ko milā phūl to nadī ko kinārā
har dil ko hai duniyā meṅ kisī dil kā sahārā

gī: iṭhlāye huye koī chalā ātā hai man meṅ -2
kartā hai koī chāṇd kī khiṛkī se iśhārā -2
har dil ko hai duniyā meṅ
har dil ko hai duniyā meṅ kisī dil kā sahārā

do: ( bulbul ko milā phūl to nadī ko kinārā
har dil ko hai duniyā meṅ kisī dil kā sahārā ) -2

su: machlā huā dil apnā ye armānoṅ bharā dil
kahne ko hamārā hai magar hai ye tumhārā -2
har dil ko hai duniyā meṅ kisī dil kā sahārā

gī: baiṭhe huye ham gāte raheṅ pyār bharā gīt
chhā jāye zamāne pe yahī gīt hamārā -2
har dil ko hai duniyā meṅ kisī dil kā sahārā

ik ṭūṭī huī nāv hai insān kā jīvan
su: armān nadī aur muhabbat hai kinārā -2
har dil ko hai duniyā meṅ kisī dil kā sahārā
do: bulbul ko milā phūl to nadī ko kinārā
har dil ko hai duniyā meṅ
har dil ko hai duniyā meṅ kisī dil kā sahārā