Boot polish karvaa le baaboo

बूत पोलिश करवा ले बाबू
Year
Language

( boot polish करवा ले बाबू
boot polish करवा ले
boot polish करवा ले ) -2

ओ जाने वाले देख चमाचम दरपन तुझे पुकारे -2
boot polish करवा ले
boot polish करवा ले बाबू
boot polish करवा ले -2

ज्यूँ-ज्यूँ चमके bootतुम्हारे
क़िसमत मेरी जागे
क़िसमत मेरी जागे
ज्यूँ-ज्यूँ चमके bootतुम्हारे
क़िसमत मेरी जागे
तेरे बूटों के संग में हो
मेरा जीवन भागे
दौलतवाले होते हैं मजबूरों के रखवाले -2
boot polish करवा ले
boot polish करवा ले बाबू
boot polish करवा ले -2

आशा के दो आँसू आँखों में ही पीने दे -2
लाख दुआयें देंगे तुझको मजबूरों को जीने दे -2
हम भी तेरे देश के हैं ओ दाता रहने वाले -2
boot polish करवा ले
boot polish करवा ले बाबू
boot polish करवा ले -2

( boot polish karvā le bābū
boot polish karvā le
boot polish karvā le ) -2

o jāne vāle dekh chamācham darpan tujhe pukāre -2
boot polish karvā le
boot polish karvā le bābū
boot polish karvā le -2

jyūṇ-jyūṇ chamke boottumhāre
qismat merī jāge
qismat merī jāge
jyūṇ-jyūṇ chamke boottumhāre
qismat merī jāge
tere būṭoṅ ke saṅg meṅ ho
merā jīvan bhāge
daulatvāle hote haiṅ majbūroṅ ke rakhvāle -2
boot polish karvā le
boot polish karvā le bābū
boot polish karvā le -2

āśhā ke do āṇsū āṇkhoṅ meṅ hī pīne de -2
lākh duāyeṅ deṅge tujhko majbūroṅ ko jīne de -2
ham bhī tere deśh ke haiṅ o dātā rahne vāle -2
boot polish karvā le
boot polish karvā le bābū
boot polish karvā le -2