Bolo sanam ab k‌yaa hai iraadaa socho zaraa k‌yaa kiyaa thaa vaadaa

बोलो सनम अब क्‌या है इरादा सोचो ज़रा क्‌या किया था वादा
Year
Language

बोलो सनम अब क्‌या है इरादा सोचो ज़रा क्‌या किया था वादा

वादा था जीने का वादा था मरने का हद से गुज़रने का
तो कुछ हो जाने दो क़यामत आने दो
बोलो सनम अब …

चल कहीं चल दें ला अपनी बाहों को न रोक सके कोई इस दिल की राहों को
ऐसे मुझको देखो मेरे प्यारे कलियां कलियां ला मेरे प्यारे
दिल दे के जीना है दिल दे के मरना है तो कुछ हो जाने दो
बोलो सनम अब …

bolo sanam ab k‌yā hai irādā socho zarā k‌yā kiyā thā vādā

vādā thā jīne kā vādā thā marne kā had se guzarne kā
to kuchh ho jāne do qayāmat āne do
bolo sanam ab …

chal kahīṅ chal deṅ lā apnī bāhoṅ ko na rok sake koī is dil kī rāhoṅ ko
aise mujhko dekho mere pyāre kaliyāṅ kaliyāṅ lā mere pyāre
dil de ke jīnā hai dil de ke marnā hai to kuchh ho jāne do
bolo sanam ab …