बोल री कठपुतली डोरी कौन संग बांधी
बोल री कठपुतली डोरी कौन संग बाँधी
सच बतला तू नाचे किस के लिये
बाँवरी कठपुतली डोरी पिया संग बाँधी
मैं नाचूँ अपने पिया के लिये
जहाँ जिधर साजन ले जाये, संग चलूँ मैं छाया सी
वो हैं मेरे जादूगर, मैं जादूगर की माया सी
जान बूझ कर छेड़ के मुझसे पूछे ये संसार
पिया ना होते, मैं ना होती, जीवन राग सुनाता कौन
प्यार थिरकता किसकी धूनपर, दिल का साज़ बजाता कौन
दूर दूर जिस चमन से गुज़रे, गाती जाये बहार
bol rī kaṭhputlī ḍorī kaun saṅg bāṇdhī
sach batlā tū nāche kis ke liye
bāṇvrī kaṭhputlī ḍorī piyā saṅg bāṇdhī
maiṅ nāchūṇ apne piyā ke liye
jahāṇ jidhar sājan le jāye, saṅg chalūṇ maiṅ chhāyā sī
vo haiṅ mere jādūgar, maiṅ jādūgar kī māyā sī
jān būjh kar chheṛ ke mujhse pūchhe ye saṅsār
piyā nā hote, maiṅ nā hotī, jīvan rāg sunātā kaun
pyār thiraktā kiskī dhūnapar, dil kā sāz bajātā kaun
dūr dūr jis chaman se guzre, gātī jāye bahār