बोल री कठपुतली डोरी कौन संग बाँधी
बोल री कठपुतली डोरी कौन संग बाँधी
सच बतला तू नाचे किसके लिए
बावली कठपुतली डोरी पिया संग बाँधी
मैं नाचूँ अपने पिया के लिए
बोल री कठपुतली …
नए नाम नित नए रूप धर मैं आई मैं चली गई
लेकिन मैने धूम मचा दी जिस नगरी जिस गली गई
छोड़ के जग तारों में जा पहुँची वहाँ भी यही पुकार
बोल री कठपुतली …
मीठी यादें सुन्दर सपने खो बैठे ये लोग जिन्हें
मन का यह मीत बनाकर मेरे दिल ने दिया तुम्हें
कठपुतली का खेल ये दुनिया साँवरिया उस पार
बोल री कठपुतली …
जहाँ जिधर साजन ले जाए, संग चलूँ मैं छाया सी
वो हैं मेरे जादूगर मैं जादूगर की माया सी
जान-बूझ कर छेड़ के मुझसे पूछे ये संसार
बोल री कठपुतली …
पिया न होते, मैं न होती, जीवन राग सुनाता कौन
प्यार थिरकता किसकी धुन पर, दिल का साज़ बजाता कौन
दूर-दूर जिस चमन से ग़ुज़रे, गाती जाए बहार
बोल री कठपुतली …
bol rī kaṭhputlī ḍorī kaun saṅg bāṇdhī
sach batlā tū nāche kiske lie
bāvlī kaṭhputlī ḍorī piyā saṅg bāṇdhī
maiṅ nāchūṇ apne piyā ke lie
bol rī kaṭhputlī …
nae nām nit nae rūp dhar maiṅ āī maiṅ chalī gaī
lekin maine dhūm machā dī jis nagrī jis galī gaī
chhoṛ ke jag tāroṅ meṅ jā pahuṇchī vahāṇ bhī yahī pukār
bol rī kaṭhputlī …
mīṭhī yādeṅ sundar sapne kho baiṭhe ye log jinheṅ
man kā yah mīt banākar mere dil ne diyā tumheṅ
kaṭhputlī kā khel ye duniyā sāṇvriyā us pār
bol rī kaṭhputlī …
jahāṇ jidhar sājan le jāe, saṅg chalūṇ maiṅ chhāyā sī
vo haiṅ mere jādūgar maiṅ jādūgar kī māyā sī
jān-būjh kar chheṛ ke mujhse pūchhe ye saṅsār
bol rī kaṭhputlī …
piyā na hote, maiṅ na hotī, jīvan rāg sunātā kaun
pyār thiraktā kiskī dhun par, dil kā sāz bajātā kaun
dūr-dūr jis chaman se ġhuzre, gātī jāe bahār
bol rī kaṭhputlī …