बोल मेरी तक़दीर में क्या है मेरे हमसफ़र अब तो बता
ल: बोल मेरी तक़दीर में क्या है मेरे हमसफ़र अब तो बता
जीवन के दो पहलू हैं हरियाली और रास्ता
मु: कहाँ है मेरे प्यार की मंज़िल तू बतला तुझको है पता
जीवन के दो …
ल: जहाँ हम आ के पहुँचे हैं वहाँ से लौटकर जाना
नहीं मुमकिन मगर मुश्किल है दुनिया से भी टकराना -2
मु: तेरे लिए हम कुछ भी सहेंगे तेरा दर्द अब दर्द मेरा
जीवन के दो …
ल: बोल मेरी तक़दीर …
जहाँ जिस हाल में भी हों रहेंगे हम तुम्हारे ही
नदी सागर से मिलती है नहीं मिलते किनारे ही -2
मु: अपना-अपना है ये मुक़द्दर आज करें हम किससे गिला
जीवन के दो …
कहाँ है मेरे …
la: bol merī taqdīr meṅ kyā hai mere hamasafar ab to batā
jīvan ke do pahlū haiṅ hariyālī aur rāstā
mu: kahāṇ hai mere pyār kī maṅzil tū batlā tujhko hai patā
jīvan ke do …
la: jahāṇ ham ā ke pahuṇche haiṅ vahāṇ se lauṭkar jānā
nahīṅ mumkin magar muśhkil hai duniyā se bhī ṭakrānā -2
mu: tere lie ham kuchh bhī saheṅge terā dard ab dard merā
jīvan ke do …
la: bol merī taqdīr …
jahāṇ jis hāl meṅ bhī hoṅ raheṅge ham tumhāre hī
nadī sāgar se miltī hai nahīṅ milte kināre hī -2
mu: apnā-apnā hai ye muqaddar āj kareṅ ham kisse gilā
jīvan ke do …
kahāṇ hai mere …