Binaa pankh panchhee hoon main

बिना पंख पंछी हूँ मैं
Work
Year
Language

बिना पंख पंछी हूँ मैं कैसे उड़ आऊँ मैं
मन की लगाव अब कासे सुनाऊँ मैं

दिल में तेरी याद है
और होंठों पे फ़रियाद है
आँसू हैं सहमे हुए
और पहरे पे सैयाद है
हसरतें खामोश हैं
दुनिया मेरी बर्बाद है

बिना पंख पंछी हूँ मैं

binā paṅkh paṅchhī hūṇ maiṅ kaise uṛ āūṇ maiṅ
man kī lagāv ab kāse sunāūṇ maiṅ

dil meṅ terī yād hai
aur hoṅṭhoṅ pe fariyād hai
āṇsū haiṅ sahme hue
aur pahre pe saiyād hai
hasarteṅ khāmośh haiṅ
duniyā merī barbād hai

binā paṅkh paṅchhī hūṇ maiṅ