भोर भये पंछी धुन ये सुनाए
भोर भये पंछी धुन ये सुनाए
जागो रे गई रितु फिर नहीं आए
भोर भये पंछी …
पनघट चली गाँव की हर गली जागी
गोरी कहीं और कहीं साँवली जागी
आँचल की छैया अपने सैंया को बुलाए
भोर भये पंछी …
मैं भी वहीं है जहाँ मोहन मेरा
मधुबन मेरा तो यही आँगन मेरा
ये दर न छूटे चाहे दुनिया छूट जाए
भोर भये पंछी …
bhor bhaye paṅchhī dhun ye sunāe
jāgo re gaī ritu phir nahīṅ āe
bhor bhaye paṅchhī …
panghaṭ chalī gāṇv kī har galī jāgī
gorī kahīṅ aur kahīṅ sāṇvlī jāgī
āṇchal kī chhaiyā apne saiṅyā ko bulāe
bhor bhaye paṅchhī …
maiṅ bhī vahīṅ hai jahāṇ mohan merā
madhuban merā to yahī āṇgan merā
ye dar na chhūṭe chāhe duniyā chhūṭ jāe
bhor bhaye paṅchhī …