भूलने वाले याद न आ - 2
देख हमें मजबूर न कर
तुझको कसम दुख दूर न कर
हम तो जिये बस तेरे लिये
तूने कुछ ऐसे रंज दिये
ठेस लगी दिल टूट गया
भूलने वाले याद ना आ …
हाय वफ़ा नकाम हुई
सुबह के बदले शाम हुई
फूल खुशी के खिल ना सके
आँख मिली दिल मिल ना सके
देख लिया अंजाम-ए-वफ़ा
भूलने वाले याद ना आ …
दिल से मिटा उल्फ़त का निशां
तुझसे हमारा प्यार कहाँ
प्यार का नाता तोड़ यहीं
गीत अधूरा छोड़ यहीं
मैं भी ना गाऊं तू भी ना गा
भूलने वाले याद ना आ …
bhūlne vāle yād na ā - 2
dekh hameṅ majbūr na kar
tujhko kasam dukh dūr na kar
ham to jiye bas tere liye
tūne kuchh aise raṅj diye
ṭhes lagī dil ṭūṭ gayā
bhūlne vāle yād nā ā …
hāy vafā nakām huī
subah ke badle śhām huī
phūl khuśhī ke khil nā sake
āṇkh milī dil mil nā sake
dekh liyā aṅjām-e-vafā
bhūlne vāle yād nā ā …
dil se miṭā ulfat kā niśhāṅ
tujhse hamārā pyār kahāṇ
pyār kā nātā toṛ yahīṅ
gīt adhūrā chhoṛ yahīṅ
maiṅ bhī nā gāūṅ tū bhī nā gā
bhūlne vāle yād nā ā …