भूले से कभी याद कर ऐ भूलने वाले
क्यूँ कर दिया मुझको मेरी क़िस्मत के हवाले
अरमान तडपते हैं दिल-ए-दार में अब तक
कब तूने दिल-ए-दार के अरमान निकाले
दरिया-ए-मुसीबत में कही डूब न जाएँ
अब तेरे सिवा कश्ती-ए-दिल कौन सम्भाले
क़िस्मत के अंधेरे में तुझे ढूँढ रहीं हूँ
आ जा मेरी दुनिया-ए-तमन्ना के उजाले
bhūle se kabhī yād kar ai bhūlne vāle
kyūṇ kar diyā mujhko merī qismat ke havāle
armān taḍapte haiṅ dil-e-dār meṅ ab tak
kab tūne dil-e-dār ke armān nikāle
dariyā-e-musībat meṅ kahī ḍūb na jāeṇ
ab tere sivā kaśhtī-e-dil kaun sambhāle
qismat ke aṅdhere meṅ tujhe ḍhūṇḍh rahīṅ hūṇ
ā jā merī duniyā-e-tamannā ke ujāle