भूल जा जो देखता है क्यूँ है देखा भूल जा
भूल जा
भूल जा
( भूल जा जो देखता है
क्यूँ है देखा भूल जा ) -2
( याद रख कर क्या करेगा
ये तमाशा भूल जा ) -2
(ख़ाब की रूदाद पर
कैसी ख़ुशी कैसा मलाल ) -2
( अपनी हालत पर ये हँसना
और रोना भूल जा ) -2
क्या भरोसा ज़िंदगी के
झिलमिलाते दीप का
अपने
( अपने अरमानों की ये दुनिया
बसना भूल जा ) -2
( ख़ुद क़दम उठेंगे तेरे
अपनी मन्ज़िल की तरफ़ ) -2
बस चला-चल किस तरफ़ है
तुझको जाना भूल जा
भूल जा जो देखता है
क्यूँ है देखा भूल जा
bhūl jā
bhūl jā
( bhūl jā jo dekhtā hai
kyūṇ hai dekhā bhūl jā ) -2
( yād rakh kar kyā karegā
ye tamāśhā bhūl jā ) -2
(khāb kī rūdād par
kaisī khuśhī kaisā malāl ) -2
( apnī hālat par ye hṇsnā
aur ronā bhūl jā ) -2
kyā bharosā ziṅdgī ke
jhilmilāte dīp kā
apne
( apne armānoṅ kī ye duniyā
basnā bhūl jā ) -2
( khud qadam uṭheṅge tere
apnī manzil kī taraf ) -2
bas chalā-chal kis taraf hai
tujhko jānā bhūl jā
bhūl jā jo dekhtā hai
kyūṇ hai dekhā bhūl jā