चि: भोली सूरत दिल के खोटे
नाम बड़े और दरशन छोटे, दरशन छोटे
चि: नये ज़माने की ये नारी ऊँची sandal बाँकी सा.दी
नैनों में कजरा होंठों पे लाली
को: हाथ में कंगन कान में बाली, कान में बाली
चि: नैनों में कजरा होंठों पे लाली
नखरे बड़े मोटे मोटे,
नाम बड़े और दरशन छोटे …
ल: नये ज़माने के ये छैला, उजले कपड़े दिल है मैला
रंग-रंगीली इनकी टाई, घर में लेकिन कड़की छाई
को: कड़की छाई, कड़की छाई, कड़की छाई
ल: रंग-रंगीली इनकी टाई, घर में लेकिन कड़की छाई
fashion बड़े मोटे मोटे
नाम बड़े और दरशन छोटे …
ल: हुस्न और इश्क़ की ये लड़ाई, शुरू से जग में होती आयी
चि: ना कोई जीते ना कोई हारे, अजी क्यों न दिल मिल जाये सारे
दो: न हम बड़े न तुम छोटे
नाम बड़े और दरशन छोटे …
भोली सूरत दिल के खोटे, नाम बड़े और दरशन छोटे
Work
Year
Language
chi: bholī sūrat dil ke khoṭe
nām baṛe aur daraśhan chhoṭe, daraśhan chhoṭe
chi: naye zamāne kī ye nārī ūṇchī sandal bāṇkī sā.dī
nainoṅ meṅ kajrā hoṅṭhoṅ pe lālī
ko: hāth meṅ kaṅgan kān meṅ bālī, kān meṅ bālī
chi: nainoṅ meṅ kajrā hoṅṭhoṅ pe lālī
nakhre baṛe moṭe moṭe,
nām baṛe aur daraśhan chhoṭe …
la: naye zamāne ke ye chhailā, ujle kapaṛe dil hai mailā
raṅg-raṅgīlī inkī ṭāī, ghar meṅ lekin kaṛkī chhāī
ko: kaṛkī chhāī, kaṛkī chhāī, kaṛkī chhāī
la: raṅg-raṅgīlī inkī ṭāī, ghar meṅ lekin kaṛkī chhāī
fashion baṛe moṭe moṭe
nām baṛe aur daraśhan chhoṭe …
la: husn aur iśhq kī ye laṛāī, śhurū se jag meṅ hotī āyī
chi: nā koī jīte nā koī hāre, ajī kyoṅ na dil mil jāye sāre
do: na ham baṛe na tum chhoṭe
nām baṛe aur daraśhan chhoṭe …