Bhik‌shaa de-de maiyaa pinglaa

भिक्‌शा दे-दे मैया पिंगला
Year
Language

सु: भिक्‌शा दे-दे मैया पिंगला
जोगी खडा है द्वार मैया पिंगला
अ: जोग उतारो राजा भरतरी
रानी करे है पुकार राजा भरतरी
सु: भिक्‌शा दे-दे मैया पिंगला
जोगी खडा है द्वार मैया पिंगला

अ: कैसे देखूँ जोग तुम्हारा -2
गाऊँ प्रहर कटार राजा भरतरी
सु: कर्म-लिखी ना मिटे किसे से -2
कर्नहार करतार मैया पिंगला

अ: केसर-चन्दन छोड़ के राजा -2
लीन्ही भभूती धार राजा भरतरी
सु: केसर काया राख बनेगी -2
इसमें कौन सिंगार मैया पिंगला

अ: अलख जगावो महल में राजा -2
दूँगी आँचल डार राजा भरतरी
सु: जोगी तो जंगल के बासी -2
कैसा घर-सनसार मैया पिंगला

अ: दया न आई ओ निरमोही -2
ओ निरमोही छोड़ चले मझधार राजा भरतरी
सु: अलख निरन्जन अलख निरन्जन अलख निरन्जन
अलख निरन्जन अलख निरन्जन अलख निरन्जन
अलख निरन्जन जपो री मैया -2
हो भव-सागर पार मैया पिंगला

सु: भिक्‌शा दे-दे मैया पिंगला
जोगी खडा है द्वार मैया पिंगला
अ: जोग उतारो राजा भरतरी
रानी करे है पुकार राजा भरतरी
सु: भिक्‌शा दे-दे मैया पिंगला
जोगी खडा है द्वार मैया पिंगला

su: bhik‌śhā de-de maiyā piṅglā
jogī khaḍā hai dvār maiyā piṅglā
a: jog utāro rājā bharatrī
rānī kare hai pukār rājā bharatrī
su: bhik‌śhā de-de maiyā piṅglā
jogī khaḍā hai dvār maiyā piṅglā

a: kaise dekhūṇ jog tumhārā -2
gāūṇ prahar kaṭār rājā bharatrī
su: karm-likhī nā miṭe kise se -2
karnhār kartār maiyā piṅglā

a: kesar-chandan chhoṛ ke rājā -2
līnhī bhabhūtī dhār rājā bharatrī
su: kesar kāyā rākh banegī -2
ismeṅ kaun siṅgār maiyā piṅglā

a: alakh jagāvo mahal meṅ rājā -2
dūṇgī āṇchal ḍār rājā bharatrī
su: jogī to jaṅgal ke bāsī -2
kaisā ghar-sansār maiyā piṅglā

a: dayā na āī o nirmohī -2
o nirmohī chhoṛ chale majhdhār rājā bharatrī
su: alakh niranjan alakh niranjan alakh niranjan
alakh niranjan alakh niranjan alakh niranjan
alakh niranjan japo rī maiyā -2
ho bhav-sāgar pār maiyā piṅglā

su: bhik‌śhā de-de maiyā piṅglā
jogī khaḍā hai dvār maiyā piṅglā
a: jog utāro rājā bharatrī
rānī kare hai pukār rājā bharatrī
su: bhik‌śhā de-de maiyā piṅglā
jogī khaḍā hai dvār maiyā piṅglā