भय-भंजना वन्दना सुन हमारी
आ
भय-भंजना वन्दना सुन हमारी -2
दरस तेरे माँगे ये तेरा पुजारी
भय-भंजना
गीतों के फूलों की माला बना कर -2
लाया हूँ दिल आरती में सजा कर
ये साँसों की सरगम
करूँ तेरे अरपन
आ
( तुझे और क्या दूँ
मैं ठहरा भिखारी ) -2
दरस तेरे माँगे ये तेरा पुजारी
भय-भंजना वन्दना सुन हमारी
भय-भंजना
ā
bhay-bhaṅjnā vandnā sun hamārī -2
daras tere māṇge ye terā pujārī
bhay-bhaṅjnā
gītoṅ ke phūloṅ kī mālā banā kar -2
lāyā hūṇ dil ārtī meṅ sajā kar
ye sāṇsoṅ kī sargam
karūṇ tere arpan
ā
( tujhe aur kyā dūṇ
maiṅ ṭhahrā bhikhārī ) -2
daras tere māṇge ye terā pujārī
bhay-bhaṅjnā vandnā sun hamārī
bhay-bhaṅjnā