Bhare nainaa

भरे नैना
Work
Year
Language

क्यों ना बोले मोसे मोहन
क्यों है रूठे रूठे मोहन यूँ
कैसे मनाऊं हाये कैसे मनाऊं

उन बिन कटे ना रैना
उन बिन आवे ना इक पल चैना
उन बिन जीयूं तो कैसे मैं जीयूं हाये

बहे नैना भरे मोरे नैना, झरे मोरे नैना
मोहे नैना सुने नहीं कहना, बहे मोरे नैना

When you go when you leave then you take a little piece of me with you
There's a hole in my soul coz you take a little piece of me with you

नैनों के द्वारे, आने के वादे
बाँधे ऐसे बोलो काहे
चौखट पे दिल की, आहट रखी हैं
ताको पे हैं तोहरे साये
उन बिन उन्हें मनाये
उन बिन कभी जो उनको रिझाये
उन बिन छले है मोरा यह जिया हाये

बहे नैना भरे मोरे नैना, झरे मोरे नैना
मोहे नैना सुने नहीं कहना, बहे मोरे नैना

कोमल बड़ी है, सासन की डोरी
रूठे से भी टूट जाये
बावन तरहा से, जी को मनाया
खोजे अजहूँ तोहरी राहें

उन बिन उन्हें मैं पाऊं
उन बिन उन्हें मैं गरवां लगाऊं
उन बिन उन ही में मोरा जी लगे हाये

बहे नैना भरे मोरे नैना, झरे मोरे नैना
मोहे नैना सुने नहीं कहना, बहे मोरे नैना

kyoṅ nā bole mose mohan
kyoṅ hai rūṭhe rūṭhe mohan yūṇ
kaise manāūṅ hāye kaise manāūṅ

un bin kaṭe nā rainā
un bin āve nā ik pal chainā
un bin jīyūṅ to kaise maiṅ jīyūṅ hāye

bahe nainā bhare more nainā, jhare more nainā
mohe nainā sune nahīṅ kahnā, bahe more nainā

When you go when you leave then you take a little piece of me with you
There's a hole in my soul coz you take a little piece of me with you

nainoṅ ke dvāre, āne ke vāde
bāṇdhe aise bolo kāhe
chaukhaṭ pe dil kī, āhaṭ rakhī haiṅ
tāko pe haiṅ tohre sāye
un bin unheṅ manāye
un bin kabhī jo unko rijhāye
un bin chhale hai morā yah jiyā hāye

bahe nainā bhare more nainā, jhare more nainā
mohe nainā sune nahīṅ kahnā, bahe more nainā

komal baṛī hai, sāsan kī ḍorī
rūṭhe se bhī ṭūṭ jāye
bāvan tarhā se, jī ko manāyā
khoje ajhūṇ tohrī rāheṅ

un bin unheṅ maiṅ pāūṅ
un bin unheṅ maiṅ garvāṅ lagāūṅ
un bin un hī meṅ morā jī lage hāye

bahe nainā bhare more nainā, jhare more nainā
mohe nainā sune nahīṅ kahnā, bahe more nainā