Bhanvre kee goonjan hai meraa dil

भंवरे की गूंजन है मेरा दिल
Year
Language

भंवरे की गुंजन है मेरा दिल
कब से संभाले रखा है दिल
तेरे लिए, तेरे लिए.. ..

मुझे कब से थी प्यार की जुस्तजू
मेरी जिंदगानी में है तू ही तू
मैं आया हूँ दुनिया में तेरे लिए
मेरे दिल में झूमें तेरी आरजू

गगन से भी उँचा मेरा प्यार है
तुझ ही पर मिटूँगा ये इकरार है
तू इतना समझ ले, मेरे हमसफ़र
तेरे प्यार से मेरा संसार है

bhaṅvre kī guṅjan hai merā dil
kab se saṅbhāle rakhā hai dil
tere lie, tere lie.. ..

mujhe kab se thī pyār kī justjū
merī jiṅdgānī meṅ hai tū hī tū
maiṅ āyā hūṇ duniyā meṅ tere lie
mere dil meṅ jhūmeṅ terī ārjū

gagan se bhī uṇchā merā pyār hai
tujh hī par miṭūṇgā ye ikrār hai
tū itnā samajh le, mere hamasafar
tere pyār se merā saṅsār hai