Bhanvraa badaa naadaan haay, bagiyan kaa mehmaan haay

भंवरा बडा नादान हाय, बगियन का मेहमान हाय
Year
Language

भँवरा बड़ा नादान हाय, बगियन का मेहमान हाय
फिर भी जाने ना, जाने ना, जाने ना
कलियन की मुस्कान हाय

कभी उड़ जाए, कभी मंडलाए
भेद जिया के खोले ना
सामने आए, नैन मिलाए
मुख देखे कुछ बोले ना

अँखियों में रजके, चले बच बचके
जैसे हो कोई बेगाना
रहे संग दिल के, मिले नहीं मिल के
बन के रहे वो अन्जाना

कोई जब रोके, कोई जब टोके
गुनगुन करता भागे रे
ना कुछ पूछे, ना कुछ बुझे
कैसा अनाड़ी लागे रे

bhṇvrā baṛā nādān hāy, bagiyan kā mehmān hāy
phir bhī jāne nā, jāne nā, jāne nā
kaliyan kī muskān hāy

kabhī uṛ jāe, kabhī maṅḍlāe
bhed jiyā ke khole nā
sāmne āe, nain milāe
mukh dekhe kuchh bole nā

aṇkhiyoṅ meṅ rajke, chale bach bachke
jaise ho koī begānā
rahe saṅg dil ke, mile nahīṅ mil ke
ban ke rahe vo anjānā

koī jab roke, koī jab ṭoke
gungun kartā bhāge re
nā kuchh pūchhe, nā kuchh bujhe
kaisā anāṛī lāge re