भली भली सी एक सूरत, भला सा एक नाम
भली भली सी एक सूरत, भला सा एक नाम
धड़कन है मेरे दिलकी, सुबह हो या शाम
कौन है वो दिलरुबा, कहो ना हमसे ज़रा
तुम हो वो दिलरुबा
हुई मेरे भी जिया की चोरी
हाँ उस चोर की शक्ल है गोरी
हो गया मिलना बहोत ज़रूरी
फिर सुनो तो आगे हमारे दिल की मजबूरी
वो जो मेरे करीब आया, मेरे तन पे पड़ा जो साया
यूँ समझो ना गले लगाया
तब से सोती हूँ जागती हूँ, लेके उसका नाम
कौन है वो दिलरुबा, कहो ना हम से ज़रा
तुम हो वो दिलरुबा
हाए मुश्किल है मेरा भी जीना
सोचूँ तो आता है पसीना
कल मैने देखी अजब हसीना
प्यार में उसके धड़के मेरा दिल, जलता है सीना
पास वो आई बड़ी अदा से
बोली क्यो हो खफा खफा से
हम भी थे एक नज़र के प्यासे
दिल पे उसने जो हाथ रखा, आ गया आराम
कौन है वो दिलरुबा, कहो ना हम से ज़रा
तुम हो वो दिलरुबा
bhalī bhalī sī ek sūrat, bhalā sā ek nām
dhaṛkan hai mere dilkī, subah ho yā śhām
kaun hai vo dilrubā, kaho nā hamse zarā
tum ho vo dilrubā
huī mere bhī jiyā kī chorī
hāṇ us chor kī śhakl hai gorī
ho gayā milnā bahot zarūrī
phir suno to āge hamāre dil kī majbūrī
vo jo mere karīb āyā, mere tan pe paṛā jo sāyā
yūṇ samjho nā gale lagāyā
tab se sotī hūṇ jāgtī hūṇ, leke uskā nām
kaun hai vo dilrubā, kaho nā ham se zarā
tum ho vo dilrubā
hāe muśhkil hai merā bhī jīnā
sochūṇ to ātā hai pasīnā
kal maine dekhī ajab hasīnā
pyār meṅ uske dhaṛke merā dil, jaltā hai sīnā
pās vo āī baṛī adā se
bolī kyo ho khaphā khaphā se
ham bhī the ek nazar ke pyāse
dil pe usne jo hāth rakhā, ā gayā ārām
kaun hai vo dilrubā, kaho nā ham se zarā
tum ho vo dilrubā