भला करने वाले भलाई किए जा
भला करने वाले भलाई किए जा
बुराई के बदले दुआएँ दिए जा
भला करने वाले …
चले आँधियाँ ग़म के तूफ़ान आएँ
तेरे ये क़दम डगमगाने न पाएँ
घुटे दम तो क्या साँस फिर भी लिए जा
बुराई के बदले …
घड़ी दो घड़ी के हैं बादल ये काले
ये दिन तो हमेशा नहीं रहने वाले
सहे जा सितम आँसुओं को पिए जा
बुराई के बदले …
ज़माना हँसे भूल ऐसी न करना
ये है बुज़दिली तेरा मरना
ये मत भूल तू बाप है और पति भी
तेरे साथ मासूम ज़िन्दगी भी
तेरे बाद दुनिया में क्या उनका होगा
कहाँ उनको जग में सहारा मिलेगा
उन्हीं के लिए मुस्करा के जिए जा
बुराई के बदले …
bhalā karne vāle bhalāī kie jā
burāī ke badle duāeṇ die jā
bhalā karne vāle …
chale āṇdhiyāṇ ġham ke tūfān āeṇ
tere ye qadam ḍagamgāne na pāeṇ
ghuṭe dam to kyā sāṇs phir bhī lie jā
burāī ke badle …
ghaṛī do ghaṛī ke haiṅ bādal ye kāle
ye din to hameśhā nahīṅ rahne vāle
sahe jā sitam āṇsuoṅ ko pie jā
burāī ke badle …
zamānā hṇse bhūl aisī na karnā
ye hai buzdilī terā marnā
ye mat bhūl tū bāp hai aur pati bhī
tere sāth māsūm zindgī bhī
tere bād duniyā meṅ kyā unkā hogā
kahāṇ unko jag meṅ sahārā milegā
unhīṅ ke lie muskrā ke jie jā
burāī ke badle …