भैया मेरे राखी के बंधन को निभाना
भैया मेरे, राखी के बंधन को निभाना
भैया मेरे, छोटी बहन को न भुलाना
देखो ये नाता निभाना, निभाना
भैया मेरे…
ये दिन ये त्योहार खुशी का, पावन जैसे नीर नदी का
भाई के उजले माथे पे, बहन लगाए मंगल टीका
झूमे ये सावन सुहाना, सुहाना
भैया मेरे…
बाँध के हमने रेशम डोरी, तुम से वो उम्मीद है जोड़ी
नाज़ुक है जो दाँत (?) के जैसे, पर जीवन भर जाए न तोड़ी
जाने ये सारा ज़माना, ज़माना
भैया मेरे…
शायद वो सावन भी आए, जो बहना का रंग न लाए
बहन पराए देश बसी हो, अगर वो तुम तक पहुँच न पाए
याद का दीपक जलाना, जलाना
भैया मेरे…
bhaiyā mere, rākhī ke baṅdhan ko nibhānā
bhaiyā mere, chhoṭī bahan ko na bhulānā
dekho ye nātā nibhānā, nibhānā
bhaiyā mere…
ye din ye tyohār khuśhī kā, pāvan jaise nīr nadī kā
bhāī ke ujle māthe pe, bahan lagāe maṅgal ṭīkā
jhūme ye sāvan suhānā, suhānā
bhaiyā mere…
bāṇdh ke hamne reśham ḍorī, tum se vo ummīd hai joṛī
nāzuk hai jo dāṇt (?) ke jaise, par jīvan bhar jāe na toṛī
jāne ye sārā zamānā, zamānā
bhaiyā mere…
śhāyad vo sāvan bhī āe, jo bahnā kā raṅg na lāe
bahan parāe deśh basī ho, agar vo tum tak pahuṇch na pāe
yād kā dīpak jalānā, jalānā
bhaiyā mere…