Bhagvaan tumhaaree duniyaa men kyoon

भगवान तुम्हारी दुनिया में क्‌यूँ
Work
Year
Language

भगवान तुम्हारी दुनिया में क्‌यूँ दिल ठुकराए जाते हैं
क्‌यूँ चाहने वालों के अरमाँ मिट्टी में मिलाए जाते हैं

क्‌यूँ इस बेदर्द ज़माने में लाखों ही महल आशाओं के
हर रोज़ बनाए जाते हैं हर रोज़ मिटाए जाते हैं

होती है बुराई की पूजा इस तेरी अन्धी दुनिया में
और नेक इन्साँ आँसू की तरह नज़रों से गिराए जाते हैं

ओ जीवन बग़िया के माली तेरी बग़िया की यह रीत है क्‌या
जो फूल खिले सेहरे के लिए अर्थी पे चढ़ाए जाते हैं
भगवान तुम्हारी दुनिया …

bhagvān tumhārī duniyā meṅ k‌yūṇ dil ṭhukrāe jāte haiṅ
k‌yūṇ chāhne vāloṅ ke armāṇ miṭṭī meṅ milāe jāte haiṅ

k‌yūṇ is bedard zamāne meṅ lākhoṅ hī mahal āśhāoṅ ke
har roz banāe jāte haiṅ har roz miṭāe jāte haiṅ

hotī hai burāī kī pūjā is terī andhī duniyā meṅ
aur nek insāṇ āṇsū kī tarah nazroṅ se girāe jāte haiṅ

o jīvan baġhiyā ke mālī terī baġhiyā kī yah rīt hai k‌yā
jo phūl khile sehre ke lie arthī pe chaṛhāe jāte haiṅ
bhagvān tumhārī duniyā …