बेशक़ मंदिर मस्जिद तोड़े, बुल्लेशाह ये कहता
(बेशक़ मंदिर मस्जिद तोड़े, बुल्लेशा ये कहता) - 2
पर प्यार भरा दिल कभी न तोड़ो…
इस दिल में दिलवर रहता
जिस पलड़े में तुले मोहब्बत्…
जिस पलड़े में तुले मोहब्बत
उसमें चाँदी नहीं तौलना
तौबा मेरी ना डोलना मैं नी बोलना
ओ नहीं बोलना जा, मैं नहीं बोलना जा
ओ मैं नहीं बोलना जा, डोलना मैं नी बोलना
तौबा मेरी न डोलना मैं नी बोलना
आग ते इश्क़ बराबर दोनो, पर पानी आग बुझाए - (2)
आशिक़ के जब आँसू निकले, और अगन लग जाए
तेरे सामने बैठके रोना…
ओ तेरे सामने बैठके रोना दिल का दुखड़ा नहीं टोलना
डोलना मैं नी बोलना
ओ नहीं बोलना जा, मैं नहीं बोलना जा
वे मैं नहीं बोलना जा, बोलना मैं नी बोलना
तौबा मेरी न डोलना मैं नी बोलना
वे मैं नहीं बोलना, ओ वे मैं नहीं बोलना
वे मैं नहीं बोलना, ते मैं नहीं बोलना
नहीं बोलना, डोलना मैं नी बोलना
नहीं बोलना, नहीं बोलना…
(beśhaq maṅdir masjid toṛe, bulleśhā ye kahtā) - 2
par pyār bharā dil kabhī na toṛo…
is dil meṅ dilavar rahtā
jis palaṛe meṅ tule mohabbat…
jis palaṛe meṅ tule mohabbat
usmeṅ chāṇdī nahīṅ taulnā
taubā merī nā ḍolnā maiṅ nī bolnā
o nahīṅ bolnā jā, maiṅ nahīṅ bolnā jā
o maiṅ nahīṅ bolnā jā, ḍolnā maiṅ nī bolnā
taubā merī na ḍolnā maiṅ nī bolnā
āg te iśhq barābar dono, par pānī āg bujhāe - (2)
āśhiq ke jab āṇsū nikle, aur agan lag jāe
tere sāmne baiṭhke ronā…
o tere sāmne baiṭhke ronā dil kā dukhaṛā nahīṅ ṭolnā
ḍolnā maiṅ nī bolnā
o nahīṅ bolnā jā, maiṅ nahīṅ bolnā jā
ve maiṅ nahīṅ bolnā jā, bolnā maiṅ nī bolnā
taubā merī na ḍolnā maiṅ nī bolnā
ve maiṅ nahīṅ bolnā, o ve maiṅ nahīṅ bolnā
ve maiṅ nahīṅ bolnā, te maiṅ nahīṅ bolnā
nahīṅ bolnā, ḍolnā maiṅ nī bolnā
nahīṅ bolnā, nahīṅ bolnā…