Belaa bambeenaa oy belaa bambeenaa

बेला बम्बीना ओय बेला बम्बीना
Work
Year
Language

बेला बम्बीना ओय बेला बम्बीना
आया है सावन का मस्त महीना
ओय बेला बम्बीना

कह दो ये पुकारके दिन हैं बहार के
कलियों के मुखड़े पे आया है पसीना
बेला बम्बीना ओय बेला बम्बीना …

ओ ओ ?? आई घटा हो ??? आई घटा
की जिया मेरा डोल गया
पिया जी मोरे आ, जिया न तड़पा
सजनवा तेरे बिना
मुश्किल है जीना होय बेला बम्बीना …

झूमती है डालियां होय देखो मेरी बालियां
कहती है पिया की गली गूमो री कभी ना
बेला बम्बीना ओय बेला बम्बीना …

belā bambīnā oy belā bambīnā
āyā hai sāvan kā mast mahīnā
oy belā bambīnā

kah do ye pukārke din haiṅ bahār ke
kaliyoṅ ke mukhaṛe pe āyā hai pasīnā
belā bambīnā oy belā bambīnā …

o o ?? āī ghaṭā ho ??? āī ghaṭā
kī jiyā merā ḍol gayā
piyā jī more ā, jiyā na taṛpā
sajanvā tere binā
muśhkil hai jīnā hoy belā bambīnā …

jhūmtī hai ḍāliyāṅ hoy dekho merī bāliyāṅ
kahtī hai piyā kī galī gūmo rī kabhī nā
belā bambīnā oy belā bambīnā …